SUBMITTED BY: ABHISHEK CHAUHAN
Sunsan raahon par aaj bhi, main akela hi nikalta hoon
Girta hoon bachchon ki tarah, girkar phir sambhalta hoon
Sooni iss dagar par, ik patta tak na hilta hai
Na jaane kyon iss rah par, haara hua rahi milta hai

Shwet vastro ki shrankhla mei,
Ghada haatho mei liye aage,
Putr ek chalta hai,
Kesh-heen mastishk pur,
Chamchamata suraj bhi,
Dheemi gati se dhalta hai…
Ye andheri raat
Aur mai hu akela mere yaar
Na jaane kaha h tu
Kahin na mile mjhe tera nishaan
Suno dost! Ek baat btau tumhe zara,
Ye zindagi tumhari, hai bilkul ek phool ki tarah!
Kbhi hasti, kbhi murjhaati, rango se bhari hai ye,
Khushi se lekar gumm tk, harr pehlu samaye ismein!
Page 1 of 3
Powered by WordPress & Theme by Anders Norén & Proudly hosted by Liquidserve
© Copyright 2017 Ourpoemz
Email - contact@ourpoemz.com
Modified by - Yatin Gupta & Vaibhav Batra